Blogger Blog Me SEO Setting Kaise Kare

Blogger Blog Me SEO Setting Kaise Kare

SEO kya hai Wo to Ham sab jantehi hai. Nehi ? Ok Pehele ap SEO Kya hai a Jane fir Is tutorial pe Aye. Aj Ham bat karenge Blogger Par Advance SEO Setting kasise  karte hain. Newbie blogger ko a janna bohat jauri hot hain quki Agar ap apne Bog ko Thikse SEO Stting nehi karenge to apka blog Search Engine par Index Nehi hoga Therefore Apke Blog par traffic Nehi ayega. Or traffic nehi ayega to apka blog rank nehi kar payega. Bina time waste kiye caliye sikh lete hain Kaise Blogspot Blog par SEO Setting Kaise Kare (Blogger Par Search preferences Setting kaise karte hain).  Mainly Aj ham Blogspot me Search Preferences Setting karenge. 
    
     

Blogger Blog Me SEO Setting Kaise Kare

Blogger Blog Ka SEO Setting Kaise Kare
SEO kya hai Wo to Ham sab jantehi hai. Nehi ? Ok Pehele ap SEO Kya hai a Jane fir Is tutorial pe Aye. Aj Ham bat karenge Blogger Par Advance SEO Setting kasise  karte hain. Newbie blogger ko a janna bohat jauri hot hain quki Agar ap apne Bog ko Thikse SEO Stting nehi karenge to apka blog Search Engine par Index Nehi hoga Therefore Apke Blog par traffic Nehi ayega. Or traffic nehi ayega to apka blog rank nehi kar payega. Bina time waste kiye caliye sikh lete hain Kaise Blogspot Blog par SEO Setting Kaise Kare (Blogger Par Search preferences Setting kaise karte hain).  Mainly Aj ham Blogspot me Search Preferences Setting karenge.

SEO kya hai ?

SEO kya hain iski bare main hamne ak pura article likha hain agar apne nehi para to ap Niche Link  Pe Click karke SEO ke bare mai Padh Sakte hai.

Blogger (Blogspot) Blog me SEO Setting Kaise Kare

Blogger Par Apko WordPress ki tarha SEO Plugins Ka support Nehi milta. Blogger aka Blogspot par SEO ka Sara Kam Search Preference Setting ke andar hota hai. Is Tutorial Par Ham Sare Search Preference (SEO Setting) Setting ko cover Karenge.
Search Preference Ke andar Apko Niche Mention Ke gaye 5 Option Milta hai. Jisko Is Article me Ham Setting Karenge.
  1. Description Meta Tag
  2. Custom Page Not Found (Error 404)
  3. Custom Redirects (Redirect any error 404 page on your blog)
  4. Custom Robots.txt
  5. Custom Robots Header Tag
So Lets Start With The First One 🤓

Description Meta Tag

Meta DESCRIPTION Setting
Meta Description
Jab koi Log search engine par search karte hain to apke samne jo search result ata hain, Or usme jo description ata hain Usko Meta description khete hain.

Blogger Blog pe Meta Description Add kare

Sabse phele Blogger.com par jake Login kare> fir apna blog select karke> settings main click kare> fir Search preferences par click kare.
Add Meta Description to Blogger
Add Meta Description
Ab Sabsephele Apko Meta Tags wala option Dikhega uske toda niche Description Box hain Waha par Apka Blog Ka description Dale. Dhiyan main rakhiye Description 150 letters main ho.

Custom Page Not Found(Error 404):

Agar Ap Apne Blog se kuch Post ya Page Delete kari hain, or koie viewers ke pas us post ka link hain to agar us viewer us Link par click karenge to a error ata hain. Agar ap chate hain ki aisa error na aye to custom page not found me redirection link code ko add karsakte hain. Code niche hain ap isko simply copy karke ‘Custom Page Not Found ‘ Box me Paste karsakte hain.
Blogger Blog Ka SEO Setting Kaise Kare
Custom Page Not Found Setting
<a href="http://www.hindblogger.in" target="_blank">Error 404 Page Not Found</a>
<p>Currently this Page is not Found<a href="http://www.hindblogger.in" target="_blank">Home page</a>
Red Highlighted Url ki jaga Apna Blog ka Url Dale.

Custom Redirects (Redirect any error 404 page on your blog):

Is feature ki madat se ap apne Blogger main kisi or page Ya deleted Posts or Pages ko redirect karsakte hain. Agar apke pas aisa koie deleted page/post nehi hain to ap is option ko use mat kariye.
Blogger Blog Ka SEO Setting Kaise Kare
Redirect any Error 404 Page on Your Blog
Blogger me Deleted Posts and Pages ko Redirect Karnekeliye From me Apko Apna Deleted Post ya Pages ka Url dalna hoga or To Field me Jis Page Par Redirect Karna Chate hai Uska URL dale.

Custom Robots.txt

Custom Robots.txt Bohat important hai agar ap apni blog ka koie content search engine se chupana chate hain (Index Nehi Karna Chate hai) to a feature apke liye use full hain.
Blogger Blog Ka SEO Setting Kaise Kare
Add Custom Robots.txt
Agar Ap Chate Hai ki apka Sara pages or Posts Google Index Kare to Ap Is Option ko Ignore kare or Niche Digaye Simple Robots.txt Code ko Add Kare.
# Blogger Sitemap generated on 2017.08.11
User-agent: *
Disallow: /search
Allow: /
Sitemap: http://www.hindblogger.in/atom.xml?redirect=false&start-index=1&max-results=500
Is Code me Jo Blue Highlighted Sitemap Url Hai Uski jagha Apne Blog Ka Sitemap Url de. Agar apko Nehi pata ki Blogger Ke liye Sitemap Kaise Banate to Is link par click kare –> Blogger keliye Sitemap Kaise Banaye
Lots of Work Right ? 😅
Ab Ham Sabse Important Section Ka Setting Karne Ja Rahe hai. To Ap Sara Kuch Thikse Read kare Then Tray it in your Blog.

Custom Robots Header Tags

Custom Robot Header Tas sabse usefull hain SEO ke liye. Niche Apko Har Ek Option ka Use Karne ka Tadika Details me Batya Gya hai.
Blogger Blog Ka SEO Setting Kaise Kare
Custom Robots Header Tags Setting
Sabse Pehele Jo Apko option Milta hai Wo Hai Custom Header Tags Is Option ko Yes Rakhe or Niche digaye Option Follow kare.
Homepage: Is me Ap ‘All ‘ Option ko Select Kare. Yani Is Option Se Search Engine ko Bata rahe hai ki Mere Site Ka Home Page Index kare.
Archive and Search pages: Is me noindexor noarchive option par Click kare. Ham Isiliye Archive or Search pages ko Index nehi karna chate hai ku ki Search or Archive Pages me Jo Article ka link Ate hai uska Original link Alag Ho jate hai jisko Google Duplicate Link   consider karta hai.
Default for Post and Pages: Is Me ap ‘All’ Select kare or Save Changes pe click karke Setting Save karle.
Final Thought
So friends, A tha Blogger Par Advanced SEO Setting karne ka Tutorial. Agar Apko Apke Manme Is tutorial ke bare me Koie vi Doubt hai To ap Niche Comment karsakte hai. Thanks and Happy Blogging 🙌.
Subscribe To Our Newsletter

Subscribe To Our Newsletter

Join our mailing list to receive the latest free email notification from this blog about Blogging and SEO in Your email inbox daily.
TECHANAND99  LIKE SHARE AND COMMENT@-

Comments

Tech News

How to blog website hindi me,Blogger Par website kaise banaye – Kuch Sawal

What is Computer keybord special charcter and Windows steps

Web Designing क्‍या होता है ?