Sabse Sasta Laptop: Rs 15,000 Me 2018 Ke Best Budget Laptop Ke Bare Me Jankari

Kya aap New Laptop kharidne ja rahe hai. Yaha mai apko Sabse sasta Laptop aur uske price ke bare me batunga. Bahut se company saste rate par laptop sell karti hai. Company lighter weight, cheaper, smaller, fastest laptop bana rahi hai. Lekin apko pata nahi hai ki best laptop kaun sa hai.
Yadi aap student hai to apka budget 15,000 hoga. Laptop personal or professional dono me helpful hai. Music, movies, MS Office, Tally, accounting, Coding, Documentation me Laptop bahut helpful hai. Mai apko hindi me Sabse sasta laptop ke bare me batunga.
Laptop Ke Kya Fayde Hai:
Kabhi bhi kahi bhi le ja sakte hai
Battery par use kar sakte hai.
Student, Teacher, Buissness man, Officers koi bhi laptop ko use kar sakta hai.
Bahut se log Google par 2018 ke Saste Laptop ki jankari search karte hai. Mere khayal se apko kahi aur jane ki jarurat nahi hai. Gyanbook par sabse acha aur best laptop low budget me kaun sa hai, uske bare me batyega. Yaha HP, Lenevo, Dell, Asus, Acer sabhi company ke laptop ki jankari batayi gayi hai.
Sabse Sasta Laptop Kaun Sa Hai : Budget Rs 10,000 – 15,000
1. Intel Reach Cosmos RCN-021
Reach Brand ka ye sabse sasta laptop hai. laptop ka colo black hai. Weight 2.1 Kg & Screen Size 10.1 Inches ka hai. Processor Brand and type Intel Atom hai. 1.83 GHz wale Reach laptop me 2GB RAM hai. Is laptop me DDR SDRAM hai jiska Hard Drive 32 GB hai. Isme DOS OS hone ki wajah se sabhi windows ko install kar sakte hai.
Iska price sirf Rs 7,999 hai. Mere khayal se ye India ka sabse sasta laptop hai. Yadi apka budget ek smartphone jitna hai to aap ye kharid sakte hai.
2. Micromax Canvas Lapbook L1160
Micromax ka sabse laptop Canvas Lapbook L1160 hai. Mujhe iska Light Weight aur battery backup bahut pasand hai. 1.13 KG ke is laptop me 10 hours battery backup hai. Isme pahle se Windows 10 install rahta hai. Front camera 0.3 MP ka hai, lekin iska RAM 2G DDR3 aur Hard Disk 32 GB hai.
Micromax canvas Lapbook L1160 ka screen size 11.6″ hai aur iska price Rs 9,990 hai. Mere khayal se agar aap Micromax company me itne kam price par adhik battery backup wala laptop chahte hai to ye best rahega.
3. iBall CompBook Laptop
iBall comapny ka ye sabse sasta laptop hai. 11.6 inch size screen ka ye laptop ka range Rs 10,300 hai. Ye weight me bhi bahut halka hai. Kyunki iska weight 1.5 KG hai. Iball CompBook me Intel processor hai. 2 GB RAM wale is phone me DDR3 SDRAM memory type hai. Hard disk 32 GB hai.
Isme sirf Windows OD install kar sakte hai. Yadi apka range Rs 10,000 hai to aap easily is laptop ko kharid sakte hai. Isme 10,000mAh Li-Polymer ka battery used hai.
4. Micromax Lapbook L1161 Silver
Iska slim body kam range ke laptop me bhi mahga wala feeling deta hai. Iska design aur light weight osko khash banata hai. Canvas Lapbook me Windows 10 pre installed hai. laptop 11 hours ke non-stop battery backup bhi deta hai. Isme Realtek ALC5645 Audio Codec ke sath Dual speakers bhi hai.
Internet connectivity ke liye Wi-Fi and Bluetooth 4.0 hai. 1.83 GHz ka Intel Quad Core Processor bhi hai jo 2GB DDR3 RAM par run karta hai. Iska price sirf Rs 11,780 hai. laptop ka color silver hai aur weight 1.8 KG hai.
5. Acer Switch 10E SW3-016
Rs 11,990 wale is Acer ke laptop ka weight sirf 1.2 KG hai. Acer ka ye sabse sasta laptop hai. Isme 2GB DDR3L RAM, 32 GB hard disk, Intel HD processor hai. Isme sirf windows 10 OS use kar sakte hai. Battery ka life average 10 hours hai.
Laptop ka color Shark Grey hai aur screen size 101 inches hai. Jinhe acer ka laptop pasand hai unke liye ye best laptop hai.
6. iBall Slide WQ149r
iBall Slide me 1 year warranty hai. Aur iska price Rs 15,000 se bhi kam hai. Screen Size 10.1 Inches, IPS Display – Capacitive Multitouch hai. Item ka weight 1.9 Kg hai. Isme 1.33 GHz Intel Atom Z3735F processor, 2 GB DDR3 RAM and 32 GB Flash Internal Memory hai jo 64 GB tak expandable kar sakte hai.
Isme windows 8.1 install hai. Aur isme 7800 mAH ka battery hai jo 4 hours average battery backup dega.
7. iBall Exemplaire CompBook
Maine iBall Exemplaire CompBook ko is list me isliye add kiya hai qk iska screen size 14 inch hai. Rs 12,000 ke range me sabse adhik size ka laptop yahi hai aur iska weight 1.5 KG hai. 2 GB DDR3 slot 32 GB Hard Disk bhi apko laptop ke sath milega. Dual Speakers, Integrated graphics

Comments
Post a Comment