11 Sabase Achha Laptop Rs 20,000 Me – Intel Processor | 4GB RAM Aajkal laptop desktop ki barabri kar raha hai. India me log laptop jaada pasand karte hai kyoki yaha light jaane ki samasya bhi rehti hai aur laptop portable hota hai to aap is kahi bhi apne sath lekar jaa sakte hai. Acha ab aapne laptop kharidne ki thaan li hai, lekin confuse hai ki konsa laptop sahi rahega. Aksar laptop khreed
11 Sabase Achha Laptop Rs 20,000 Me – Intel Processor | 4GB RAM
Aajkal laptop desktop ki barabri kar raha hai. India me log laptop jaada pasand karte hai kyoki yaha light jaane ki samasya bhi rehti hai aur laptop portable hota hai to aap is kahi bhi apne sath lekar jaa sakte hai.
Acha ab aapne laptop kharidne ki thaan li hai, lekin confuse hai ki konsa laptop sahi rahega. Aksar laptop khreedne se pehle log salha ke liye do jaghao par jate hai apne dost ke pass ya dukardar se salha lete hai. Dost ki salha achi bhi ho sakti hai aur buri bhi, aur dukandar to jadatar apne fayada dekhege. Isliy aapko laptop kharidne se pehle uske baare me gyan hona jaroori hai.
Is article me mai aapko wo jaakari dunga jo aapko ek accha laptop kharidne me help kar sakti hai.
1. Laptop ka weight
Laptop ka weight jaise jaise kam hota chala jata hai to do baate hoti hai:
Weight kam hone ke sath feature kam ho jate hai aur price normal rehta hai.
Ya phir features normal rehte hai aur laptop ka price bohot upar chala jata hai.
Ab isko decide karne ka liye aapko ye dekhna hai ki aap laptop ka use kaise karege.
Agar aap bohot jada travelling karte hai aur aapko basic features ki jaroorat hai to aapko light weight notebook leni cahiye, jiska price bhi normal rehta hai. Lekin agar aapko light weight ke sath sath processing power bhi cahiye, to aapko ultrabook ya high end light weight notebooks ki taraf jana cahiye.
Aur agar jada travelling nahi karte, to aap bohot jada paise na kharachkar ek i3-i5 laptop kharid sakte hai jiska wajhan(weight) thoda jada hoga lekin features ache hoge.
2. Processor konsa le
Processor aapke laptop ka dimag hai. Jitna acha processor hoga utni jada aaraam se aapka laptop programs ko chala sakega.
Dekho agar aap sirf movies, MS office, Tally aur Internet ke liye laptop le rahe ho to aapko bohot jada ache processor ki jaroorat nahi hai, i3 processor bhi aapka itna kaam araam se kardega. Yaha tak ki basic editing software jaise ki photoshop bhi chala dega.
Lekin agar aapko bohot high end editing jaise ki 3D designing, ya Photoshop par graphic editing, professional movie editing karni hai to aapko i7 processor kharidna padega.
Aap extreme gaming karte hai to aapko Gaming laptops ko dekhna cahiye, Gaming laptop sabse fast laptops mai ata hai.
3. RAM Kaise tey kare
Dekho agar aapke pass bohot acha processor hai aur RAM kam hai tab bhi aapka laptop hang karega. Kyoki RAM me se hi to processors programs chalata hai. Aur agar aapke paas medium processor hai aur jada RAM hai to aapka computer fast chalega.
Jitni jada RAM hogi utne jada programs aapka laptop ek sath chala sakta hai aur Multi tasking me jada saksham ho jayega. Agar aap apne chrome browser me bohot saare Tabs ek sath kholna cahte ho to RAM jada sahi rahegi.
RAM GB yani ke gigabytes me aati hai. Agar aap normal usage ke liye computer le rahe hai to aapke liye 2Gb se 4Gb tak ki RAM saksham hai.
4. Hard Disk Storage
Laptops ki hard disk 64GB se lekar 1TB tak ki aati hai. Market me jadatar laptops 500GB ki range me aate hai. Mujhe lagta hai ki 500GB ki storage sahi hai.
Agar aapko 500GB hard drive waale laptop me 1TB wale laptop se baaki feature jada milte hai to 500GB wala hi lena.
Aage Padhe:
Mobile Phone ka Itihass.
Internet.org kya hai ?
3G aur 4G kya hai aur inme kya fark hai ?
5. Graphic Card.. Ha ya Nahi ?
Core i3 processor aur upar ke jitne bhi laptops hai unme pehle se hi integrated graphic card hota hai. Ye graphic card itna saksham hai ki aapke sabhi basic cheeze yaha tak hi basic Photoshop aur video editing bhi aaraam se handle kar sakta hai.
Lekin agar aap high end gaming ya 3D auto CAD software ke liye laptop le rahe hai to aapko ache processor ke sath sath Dedicated graphic card ki bhi jaroorat hogi. Dedicated graphic card aapke laptop ke graphic processing ko jaldi kar sakta hai, jisse ki aapki photo/video editing pehle se fast aur achi quality ki hogi.
kam se kam 512MB ka to graphic card hona hi cahiye. Ek problem graphic card ke sath ye hai ki iske kaaran aapke laptop ke batter kam ho sakti hai.
6. Laptop ka Screen Size Kitna hona cahiye
Agar aap koi bhi Graphic ya programming related cheeze karna cahte hai to screen jitni badi ho utna accha hai. Lekin agar aap bohot travelling karte hai, ya college me sath le jane ke liye laptop cahiye to 13″ – 14″ inch ka laptop lijiye.
Aapko agar koi choti screen ka laptop mil raha hai jiske feature bohot ache hai, to aap wo laptop le sakte hai jisse ki aapko laane lijane me aasaani hogi, aur jab aapko koi graphic intensive kaam karna ho aur badi screen ki jaroorat hai uske liya aap apne office ya room mai ek 8-10 hazaar ka external display rakhasakte hai. Bas external display lagao aur usi laptop se aap portability aur badi screen dono ka fayada utha sakte hai.
Jadatar laptops 15″ ki screen size mai aate hai.
7. Ports kitne hai
Har laptop mai USB ports hote hai jinme aap external devices jaise ki Mobile, Pendrive laga sakte hai. Ports jada hone cahiye jisse ki aapko future me kabhi laptop se cheeze connect karne me problem na ho.
Aajkal next generation port USB 3 chal raha hai jiski transfer speed aap port se 10x guna jaada hoti hai. Aaj kal lagbhag sabhi external hard discs USB-3 aati hai, lekin aane waale saalo me Pendrive aur baadki sabhi portable device bhi USB 3 compatible aayege, isliye kam se kam 1 USB 3 hona jaroori hai.
8. Speaker ki sound
Agar aap music aur movies ki shokine hai to aapke liye bhi aajkal laptops aa rahe hai jinme Dolby sound system aa raha hai, aise laptops ki aawaaj TV ki tarha tez aur home theater ki tarha high quality hoti hai. Lekin aise laptops aksar high range me hi aate hai.
Agar aap kam sound wala laptop le rahe hai to aap external speaker bhi le sakte hai. Aaj kal market me bohot se saste external speaker aa rahe hai. Is speakers ki sound quality bohot hi behtarine hai.
9. Battery
Aapki laptop ke warranty 2-3 saal ho sakti hai, lekin laptop ki battery ki sirf ek saal hi hoti hai.
Laptop ki battery sabse jaroori feature hai, kyoki battery se hi sab kuch chalega. Bohot se laptop jitna kehte hai usse kaafi kam backup hi deti hai.
Laptop ki battery bachane ke 10 tarike seekhe.
Battery ki do qualities hoti hai ek uske capacity aur doosri usme kitne cells hai. Typically battery ki capacity 2000mAh se 6000mAh hoti hai jitna jada hai utna accha. Aur jab ham batteries ko charge karte hai tab cells charge hote hai, ye wo compartments hote hai jaha par power charge hoti hai. Jitne jada laptop me cells honge utna backup degi aapki battery.
Agar aapko laptop pasand aa raha hai lekin uska battery backup kam hai to aap internet par dekh sakte hai ki “kya aapke laptop ke liye extendable battery milti hai” agar haa to aap kuch extra paise kharch kar extendable battery le sakte hai. Extendable battery me aksar normal laptop battery se do guna cells hote hai.
Aakhari baat
Ek aakhari baat mai aapko ye batana cahta hun ki laptop kharidne se pehle ye jaroor jaanle ki us company ki after sale service kaisi hai. Agar aapke seher me service center nahi hai ya service nahi hai to aapko laptop lene se pehle ek baar soch lena cahiye.
10. Acer Aspire ES1-531-P5GU Notebook
Acer ka ye sasta laptop aapko bahut jada price me nahi milega isaka kam daam hai. Bade aaram se ham isako afford kar sakate hai. Kam price hone ke baavjud bhi isame sabhi kuch bahut achhe se manage kiya hai company ne. 3rd Gen ka Intel Intel Pentium Quad Core Processor ke sath build hua hai jisame 4GB RAM aur 500GB Hard Drive diya hai storage ke liye. Battery backup ka baat kare to sabhi bol rahe hai 3 Hours tak chalega toh iss range me bahut achha hoga yah.
Intel Pentium Quad Core Processor ( 3rd Gen )
4 GB DDR3 RAM
500 GB HDD
15.6 inch Display
Clocked speed dekhe to dell se kam hai isaka sirf 1.6 GHz. Aap isame Windows 10 ko bhi install kar sakenge jisase aapko ek naya OS ko use karane ka facility dega. USB 2.0 ke 2 ports aur vahi pe dusare taraf USB 3.0 ka 1 port rahega. HDMI ka bhi facility rahega jisase ham apane TV and Monitor me connect kar ke bhi use kar payenge. Web cam and CD+DVD driver jaise aur bhi features isame included hai. Color choose karane bhi aapke pass isake liye option milega wo bhi 2 tarah ke. Black version me ek aur usaka Diamond black color me hai.
11. Asus A553SA-XX049D
1.6GHz Intel Pentium N3700 processor ke sath isame bhi same vahi 4GB RAM and 500GB Hard drive rahega. Jaise ek pahale maine Asus ka sasta laptop bataya tha usame screen size ko lekar hamane dekha ki jada bada nahi tha. Iss modal me aapko esa nahi isame 15.6 Inch ka display rahega aur graphic bhi.
1.6GHz Intel Pentium N3700 processor
4GB DDR3 RAM
500GB 5400rpm Serial ATA hard drive
15.6-inch screen, Integrated Graphics
USB ke sirf 2 port rahe jisame se ek 2.0 aur dusara 3.0 hoga aur sath me aapko HDMI port bhi milega. 2.2 Kg iska wajan rahega to jada kuch bhari nahi padega lekin hamane upar pe isase bhi kam weight vale laptops ko dekha hamane. last me aapko asus dikh raha hai isaka ye matalab nahi ki ham isako nahi le sakate ye sabhi top saste laptops hai jo bahut achhe features ko de rahe.
UPDATES
Vaise to maine yaha pe sabase achhe saste laptop ke bare me bataya hai. Lekin kuch ese users honge jinako thode aur price me aur jada features & hardware ki demand hogi. Agar esa kuch bhi hai to aap apani hardware requirements hai aur kaisa chahiye kis brand me wo sabhi details ko niche pe comment kar sakate hai. Phir mai apani taraf se puri koshish karunga ki aapko sabase achha laptop kaun sa hai wo bata saku. Bas aapko jo chahiye wo mujhase bataye aur jaldi se jaldi mai reply karunga.
Ha! Toh Abhi yaha pe jakar khatm hota hai ye best laptops under price Rs 20,000 ki sabase achhi list. Jaise ki ham dekh sakate hai ki bahut sare hamare pass options diya gaya hai to uname se koin bhi confuse ho sakata hai. Koi baat nahi agar aapko isame se nahi pasanad aap bas apana required feature aur price range bata de usake baad mai ek sasta sabase achha laptop ke bare me batane ki koshish karunga puri achhi tarah se. Jaldi hi mai try karunga ki kuch aur best laptops under Rs 20,000 ki list me add karu. Usake liye mujhe aur bhi laptops ko dekhana padega unako samjhana padega aur phir baad me bataunga aap sabhi ke sath.
Is article me maine aapko laptop ki jaankari dene ki poori koshish kari hai, agar aapko aise hi aur articles cahiye to aap hamara Facebook Group join kar sakte ho

Comments
Post a Comment